Yhi bhot hai kuch waqt to uske sath ho paya h Ek arse baad hi shi kuch mehsoos to ho paya h Jeena mrna sharab cigrate sbka shok ek taraf Jeena mrna sharab cigrate sbka shok ek taraf Sukr hai unse ishq to ho paya hai
Uska chehra bhul gya hu Pr yaadein nhi bhul paya hu Uski gali ka rasta bhul gya hu Pr galiyo ki baate nhi bhul paya hu Or uska hi, hello, hanji, kya kr rhe ho, bhul gya hu Pr uski awaj nhi bhul paya hu