Skip to main content

Rakhni thi doorl usse pr hum fir bhi ishq kr baithe

Rakhni thi door usse pr hum fir bhi ishq kr baithe
Na tumhari muhabbat mili or khud ko bhi haar baithe

Comments

Popular posts from this blog

Kuch kisse yunhi poore hote h

Wo jo uski nazar kuch jhuki si reh gayi, Par wo adhuri si aankhein bahut kuch keh gayi. Kuch baatein poori na ho saki, Kuch raaten lambi si ho gayi. Yu jo uski baat kuch kam si ho gayi. Magar kuch toh tha uski har baat mein, Jise sunne ki mujhe aadat si ho gayi. Aaj jo yun uska phone na aaya, Toh ye raat aur bhi khaamosh aur lambi si ho gayi. Uski aankhon mein jo baat thi woh mere dil mein reh gayi, Yeh kahani bhi shayad yunhi be-aawaaz reh gayi." Main bhi usse kuch kehna chahta tha, Apne dil ki baatein batana chahta tha, Par meri baat bhi toh adhuri si reh gayi. Kabhi kabhi sochta hoon, Kya woh bhi kabhi meri kami mehsoos karti hogi? Kya uski raaten bhi kabhi lambi hoti hongi, Jab uske dil ki baatein uske hothon pe aake tham si jati hongi? Par shayad, kuch afsaane yunhi adhoore achhe lagte hain,  Kuch kisse yunhi poore hote h

तुम्हारी याद आती है

तुम्हारी याद आती है, जब भी मैं खोया रहता हूँ, जब भी मैं सोया रहता हूँ, हर पल बस तुमको सोचता हूँ। रात को सोने से पहले, सुबह उठने के बाद, दिल ढूँढे तेरा कोई पैगाम, तेरी आहट, तेरा एहसास। आया है कोई तेरा मैसेज? या फिर वो ख़ामोशी है साथ? हर लफ्ज़ में तेरा जिक्र मिले, हर साँस में तेरा नाम। तेरी यादों से निकलकर, फिर तेरी यादों में जाने के बाद, अगर कुछ बचता है दिल में, तो बस तेरी याद… तेरी याद।