Skip to main content

Adhuri chahto ka safar

Apni kahani kuch iss tarah likhta
Jisme tum hoti saari umr k liye
M rehta umr bhr tumhara
Or hote kuch praman hmare 
Kya khubsoorat wo manjar hota
Kya haseen wo safar hota

Ye safar kuch iss tarah ka hota
Jisme sirf m na hota
Jisme sirf tum na hoti
Hota bs ek naam hamara

Pr tum mere ho na ske
Meri baahon m so na ske
Ye bhi hai nuksaan tumhara
Or ye bhi hai adhura safar hmara

Chalo koi baat ni jo ye safar na ho ska hmara
Kuch to rha jindagi m kirdar tumhara
Ab ye baat yhi khatam krte hai
Tumhari yaadon ko hum apni kahani m dafan krte hai
Ni to fir kahoge bahot baat krte ho
Iss safar m kya sirf mujhi se pyar krte ho

Comments

Popular posts from this blog

तुम्हारी याद आती है

तुम्हारी याद आती है, जब भी मैं खोया रहता हूँ, जब भी मैं सोया रहता हूँ, हर पल बस तुमको सोचता हूँ। रात को सोने से पहले, सुबह उठने के बाद, दिल ढूँढे तेरा कोई पैगाम, तेरी आहट, तेरा एहसास। आया है कोई तेरा मैसेज? या फिर वो ख़ामोशी है साथ? हर लफ्ज़ में तेरा जिक्र मिले, हर साँस में तेरा नाम। तेरी यादों से निकलकर, फिर तेरी यादों में जाने के बाद, अगर कुछ बचता है दिल में, तो बस तेरी याद… तेरी याद।